URDU (SHAYARI) POETRY: Zara Sa Muskurata Ho Udasi Rooth Jati Hai Zara Sa Muskurata Hoon Udasi Rooth Jati Hai Hansi Lab Pe Sajata Hoon U...
URDU (SHAYARI) POETRY: Zara Sa Muskurata Ho Udasi Rooth Jati Hai
Zara Sa Muskurata Hoon Udasi Rooth Jati Hai
Hansi Lab Pe Sajata Hoon Udasi Rooth jati hai
Dua Karna Mein Phir Se Boht Gumgeen Hojao
Diye Gum K Bojhata Hoon Udasi Rooth Jati hai
Chalo Aisa Kro Ik Baar Phir Se Rooth Jao Tum
Mein Jab Tum Ko Manata Hoon Udasi Rooth Jati Hai
Mujhy Tanhaio K Dasht Mein Mehdood Renhy Do
Kisi Mehfil Mein Jata Hoon udasi Rooth Jati Hai
Meri Neendo Mujhy Ab Hai Maslsal Jagty Rehna
Mein Palko Ko Hoon Udasi Rooth Jati Hai
Yahi Tu Soch Kar "ABID" Gamo Se Dosti Kar Li
Khoshi Se Dil Lagata Ho Udasi Rooth Jati Hai
Poet: M.S.ABID